Monday, 5 November 2012

e raat tu gujar ja
suna h aj unka jawab ni ayega
meri yado m har wqt to ayenge
hakikat m sayad wo khwab hi rah jayenge
mat rok aj mujhe 
kr lene de use yad
suna h yado m wo hamesha muskarayenge

Sunday, 4 November 2012

tum bhula do hame koi gam ni tumhe bhul jau ab mujhme itna dam ni tumhe pane ki khwaish m itna dur chala aya hu waps jane ka ab mera koi man ni tum rooth jao ham har bar manayenge tum mano ya na mano tumhe har pal chahenge..... mere pyar ko kam na samajhna tum ek bar kahna ki mmujhse dur chale jao ham jindagi se dur chale jayenge.....

Tuesday, 30 October 2012

intejar is kadar h ki tumhara jawab to ayega ye yakin h hame ek bar mera khayal to ayega tum yad karo ya na karo ek dinmere pyar par yahin to ayega. <3
aj kuch khwasie ijat hui h dil m e khuda aj k pal ko as yu hi rok de kr kuch aisa ki wo mere pas a jaye aur meri muhobbat ko jinda kar de.... <3

Sunday, 28 October 2012

kash tumhe bata pate apne dil ka hal
sayad tum jan pate ki kinta drd h is dil m tumhare na hone se
tum ni ho fir tum ho pas mere
bas isi sukun k sath har din sans leta hu har din jita hu
i love u............<3
tujhe khwab m dekhne ki adat si ho gayi h

yado k sahare jine ki adat si ho gayi
ab dil ka alam kisi se na kahenge
qki har pal m tumhare sath jine ki adat si ho gayi h

tumhe yad karne ki adat si ho gayi h jane kab aoge intajar ki adat si ho gayi kas ki tum samajh pate kitna pyar h mere dil m samajh jate to aj mere pas hote... i lov u.