e raat tu gujar ja
suna h aj unka jawab ni ayega
meri yado m har wqt to ayenge
hakikat m sayad wo khwab hi rah jayenge
mat rok aj mujhe
kr lene de use yad
suna h yado m wo hamesha muskarayenge
tum bhula do hame koi gam ni
tumhe bhul jau ab mujhme itna dam ni
tumhe pane ki khwaish m itna dur chala aya hu
waps jane ka ab mera koi man ni
tum rooth jao ham har bar manayenge
tum mano ya na mano tumhe har pal chahenge.....
mere pyar ko kam na samajhna
tum ek bar kahna ki mmujhse dur chale jao
ham jindagi se dur chale jayenge.....